Jan sewa hi parmo dharma. Sonipat ke vikas aur pragati ke liye samarpit aapka apna neta.
Mera lakshya Sonipat ki janta ki aawaz banna aur har varg ke utthan ke liye kaam karna hai. Ek majboot aur viksit Sonipat banane ke liye main hamesha tatpar hoon.
Aapka saath aur vishwas hi meri sabse badi taqat hai. Aaiye milkar Sonipat ko ek nai unchai par le chalein.
Sonipat ke infrastructure, sadkon aur suvidhaon ko aadhunik banana aur behtar connectivity pradan karna.
Yuvaon ke liye naye rozgar ke avsar paida karna aur shiksha ke star ko majboot karna mera pramukh lakshya hai.
Har varg ki samasyaon ko sunna aur unka nivaaran karna. Swasthya aur suraksha meri prathmikta hai.